Friday, May 26, 2006

roz roz un palko ko bhigana,
roz roz is tarah intezaar karna,
aankhein band kar ke, beetein palon mein kho jaana,

na door, na pass, bus khayalon main saath
guzarte waqt ke lamho ke saath
bathi thi woh uske raah dekh rahi thi...

3 Comments:

Anonymous Anonymous said...

beetain palo mae khokar mae khud ko kho chuki hu...
lamha lamha intezaar kar , samay pe kaabu kho chuki hu..
ye doori , ye nazdeekiya , sab ek si lagti hai...
tumhare choone ke ehsaas ko abhi bhi mehsoos kar sakti hu..

1:19 PM  
Anonymous Anonymous said...

yu palkho ko bhiga kar
kyu dariya banana chahte ho
kahi mae isme beh na jau

yu beetae palo ko
kyu thaam ke rakhna chahte ho
kahi mae inme phas na jau

1:17 PM  
Anonymous Anonymous said...

ab yaha pe kuch likha hua padhne ki aadat si ho gayi hai...

yaha kuch likho..jaldi ..

11:37 AM  

Post a Comment

<< Home