Friday, May 26, 2006

roz roz un palko ko bhigana,
roz roz is tarah intezaar karna,
aankhein band kar ke, beetein palon mein kho jaana,

na door, na pass, bus khayalon main saath
guzarte waqt ke lamho ke saath
bathi thi woh uske raah dekh rahi thi...